Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori hi rahne do gar ye zora zori hai zori hi rahne do chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage suraj ko lage lagne do lage grahan haye pyaar ki chandani gori hai gori hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye aane do agar aata hai idhar phir apne aap udd jaye harjaee ye adat tori hai tori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do chal doge muskura ke ha ha ha ha nazron se tum gira ke achchhaa chal doge muskura ke nazron se tum gira ke jab pyaar kiya iqraar kiya manenge hum nibha ke haye teri meri ye jodi hai jodi hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori
school mein school mein kya padhoge ho raam dil ki kitaab padh lo hey padh lo dil ki kitaab padh lo dil ki kitaab padh lo kitaab mein kya milega ho raam ye chehra janaab padh lo aahe padh lo chehra janaab padh lo school mein khajul mein kya padhoge ho raam dil ki kitaab padh lo are padh lo dil ki kitaab padh lo gurrrr gur ke chatak gur pe matak gur ke chatak chatak chhutti karo wahan baitho zara socho hum aap ka haal chaal puchhenge hum aap ka haal chaal puchhenge master ji to sawal puchhenge sawal mein kya rakha hai haaye sawal ka jawab padh lo aahe padh lo sawal ka jawab padh lo jama karo na bhi karo tauba karo bekar bheja kharab hota hai bekar bheja kharab hota hai mushkil bada ye hisaab hota hai hisaab ka hi shouk hai to pyaar be hisaab padh lo school mein kya padhoge ho raam dil ki kitaab padh lo hey padh lo dil ki kitaab padh lo aisa samaa roz kahan aao yahan kitne dinon baad aaj mile hain kitne dinon baad aaj mile hain do char din to ye phool khile hain ke
dil ki lagi ne humko dil ki lagi ne humko deewana kar ke chhoda deewana kar ke chhoda duniyaa ki har khushi se duniyaa ki har khushi se begaana kar ke chhoda begaana kar ke chhoda taqdeer ban ke bigdi armaan huye naa poore hoooo oooo oooo ooo oooo ooo taqdeer ban ke bigdi armaan huye naa poore jo khwaab humne dekhe sab reh gaye adhure sab reh gaye adhure dil ke chaman ko ghum ne dil ke chaman ko ghum ne veerana kar ke chhoda veerana kar ke chhoda royenge sunne waaleeeee royenge sunne waale sun sun ke ye kahaaniiiii sun sun ke ye kahaani royenge sunne waaleeeee sun sun ke ye kahaaniiiii sun sun ke ye kahaani duniyaa ne do dilon ki ik baat bhi naa maani ik baat bhi naa maani ulfat ki zindagi ko ulfat ki zindagi ko afsaana kar ke chhoda afsaana kar ke chhoda dil ki lagi ne humko dil ki lagi ne humko deewana kar ke chhoda deewana kar ke chhoda
siwaani aule aule aule aule aule aule oo aule aule aule aule aule oo haan haa haan haa haan haa haan haa dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane aa ha ha ha o ho ho ho hoo aye hey hey heyy aa ha ha haa aa ha ha haa aye hey hey hey aa ha ha haa aye hey hey heyy dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pyaar jo hoga dard bhi hoga pyaar na ho to jeena mushkil hai aaj kitni jawaan hai ye mehfil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane siyaan gaul ho bo yobano balaa o tado tawanodo mili paila o gali bala o mado bayila ablooo itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain pyaar bina to donon jahaan
dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin aankh darr pe lagi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki jaan par ban gayi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai ab to had ho chuki hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye
dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de seene se uthkar honton pe aaya ye geet kaisa ye raag kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kuch kho raha hai kuch mil raha hai ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai sab kuch humara abb hai tumhara ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya
dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan dil ko mere tod ke saath mera chhod ke tune to sab paa liya maine ganwaaya jahaan dard bhari daastaan dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai tu hi bataa de mujhe main hoon kahaan tu kahaan main hoon kahann tu kahaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi rone lagi zindagi hansne laga aasmaan hansne laga aasmaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan
dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna saathi mila yun to magar raste mein tha chaandi ka nagar saathi mila yun to magar raste mein tha chaandi ka nagar chaandi ki nagri bhaayi usse haaye reh gaye aankhen malte malte dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna yaadon ki dhool aankhon mein hai daaman ki hasrat haathon mein hai yaadon ki dhool aankhon mein hai daaman ki hasrat haathon mein hai khaabon ke veerane mein tanha thak gaya raahi chalte chalte dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna
dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama maine tumhen jeet liya haar ke donon jahaan dil ki umangen hain jawaan aap bhi gaiye na dil ki umangen hain jawaan gaiye na kya mushkil hai sargam bataun pa ma pa dha pa ga sa pa dil ki umangen hain jawaan gaiye dil ki umangen hain jawaan bahut achchhe rang mein dooba hai sama waah waah waah dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama maine tumhen jeet liya haar ke donon jahaan aaaa dil ki umangen hain jawaan aa ha ha ha ha ha ha gaaiye gaaiye gaaiye o ho ho ho ho ho ho aaa haa aaa haa haa ho ho ho ho kya kahane ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho sadiyon purani ye zameen hai aaj itni haseen sadiyon purani ye zameen sadiyon purani zameen hai aaj kitni haseen aata nahin hai yakeen hota nahin hai bayaan dil ki umangen hain jawaan aap bhi gaaiye dil ki umangen hain jawaan rang mein dooba hai sama jiyo jiyo maine tumhen jeet liya aa ha maine tumhen jeet liya
dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile lo ban gaya naseeb ke tum humse aa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile aankhon ko ik ishaare ki zahmat to dijiye kadmon mein dil bichha doon izaazat to dijiye ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile kal tum zudaa huye the jahaan saath chhod kar hum aaj tak khade hain ussi dil ke mod par humko iss intezaar kaa kuchh to
Dil Ko Aaya Sukoon
Dil Ko Gham E Hayat Gawara Hai In Dinon
dil ko hai tumse ee ee ee ee dil ko hai tumse pyaar kyun ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyun pyaar kyun pehle milan ki chhanw mein tumse tumhare gaon mein aankhen huyi thi chaar kyun ye na bata sakunga main pehle milan ki chhanw mein tumse tumhare gaon mein aankhen huyi thi chaar kyun ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyun pyaar kyun tumko nazar mein rakh liya dil mein jigar mein rakh liya tumko nazar mein rakh liya dil mein jigar mein rakh liya khud main hua shikaar kyun ye na bata sakunga main roop ki kuchh kami nahin duniya mein ek tumhi nahin roop ki kuchh kami nahin duniya mein ek tumhi nahin par main tumhari yaad mein rehta hoon beqaraar kyun ye na bata sakunga main par main tumhari yaad mein rehta hoon beqaraar kyun ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyun pyaar kyun
aaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa haramoder ka mandir aur masjid ka yun jhagada mitaya jaye mandir aur masjid ka yun jhagada mitaya jaaye beech mein donon ke maikhana banaya jaye ek bewafaa ke zakham pe marhum lagane hum gaye marhum ki kasam merhum na mila merhum ki jagah marr hum gaye phir doss mein swarg mein bhi maine suna hai sharab hai jannat mein bhi maine suna hai sharaab hai mujhko na le chalo meri niyat kharab hai dil ko har waqt tasalli ka gumaan hota hai dil ko har waqt tasalli ka gumaan hota hai dil ko har waqt tasalli ka gumaan hota hai dard hota hai magar jane kahan hota hai dard hota hai magar jane kahan hota hai dil ko har waqt aap ye poochate hain dard kahan hota hai aaaaap ye poochate hain dard kahan hota hai ek jagah ho to bata doon ke yahan hota hai ek jagah ho to bata doon ke yahan hota hai aaaaaaaa ek jagah aap aayen to sukun aap na aayen to sukun aap aayen eee eeee aaaaaap aaayen
haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa aa haa haan aa aa haa aa aa aa aa aa dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar roka roka roka haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa haa haa haa haa haa haa haa haan aa aa haa haan aa aa haa aa aa aa aa aa dhoondega koi bahaana dhoondega koi nishaana haan haa dhoondega koi bahaana dhoondega koi nishaana dil ka bazaar hai yahaan to dil ko dilon se bachaana dil ko hazaar baar roka roka roka dil ko hazaar baar toka toka toka dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka dil ko bachaana dhokha na khaana dhokha hai pyaar yaar pyaar hai dhokha dil ko hazaar baar
dil ko kya ho gaya khuda jaane kyun hai aisa udaas kya jaane keh diya maine haal e dil apnaa keh diya maine haal e dil apnaa isko tum jaano ya khuda jaane jaante jaante hi jaanega jaante jaante hi jaanega mujh mein kya hai abhi woh kya jaane tum na paaoge saada dil mujhsa tum na paaoge saada dil mujhsa jo tagaaful ko bhi hayaa jaane dil ko kya ho gaya khuda jaane
aaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya pehli mulaaqat mein humne naa jaana pehli mulaaqat mein humne naa jaana chhoti si ye baat banegi afsaana par tere pyaar mein pehle hi vaar mein mera ye bhola sa dil kho gaya dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya chor kare chori ji nazren bacha ke chor kare chori ji nazren bacha ke tune mujhe loota hai nazren mila ke mujhko naa hosh tha dil madhosh tha naa jaane kaise ye jaadoo ho gaya dil ko laakh sambhala ji phir bhi dil matwaala ji kal tak mera tha aaj kyun tera ho gaya chhodo mera haath bura hai ye zamaana chhodo mera haath bura hai ye zamaana kahin humen dekh naa le koi begaana dekho ji pyaar ka tedha hai raastaa do dil mile bairi jag ho gaya dil ko
dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen haan haan ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen ye bhi na socha haaye bhool ke ye bhi na socha haaye bhool ke jis bewafa ko apna banaaya hai wo paraaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya aankhon se dil khaye dhoke chup roke aankhon se dil khaye dhoke chup roke ho oo duniya basi na haye pyaar ki hoo duniya basi na haye pyaar ki baithe bithaaye rog lagaaya ji ko jalaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya deke sahaara mujhko jhutha tumne loota haan haan deke sahaara mujhko jhutha tumne loota bhooli kahaani haaye chhed di bhooli kahaani haaye chhed di mera fasaana yaad na aaya hans ke rulaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya
aaaaa aaaaa dil ko le kar tum kinaare ho gaye iss tarha hum besahaare ho gaye dil ko le kar tum kinare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye pyaar kya jis pyaar mein kuchh ghum nahin tum nahin to hum nahin aur dum nahin pyaar kya jis pyaar mein kuchh ghum nahin tum nahin to hum nahin aur dum nahin paas aa kar tum kinaare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye main bana baadal to bijli dil bana main bana baadal to bijli dil bana khoya main sawan ki ik mehfil bana khoya main sawan ki ik mehfil bana shukr hai aansun hamare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye maut ka har dhang mera mehmaan hai zindagi kya hai goya shamshan hai maut ka har dhang mera mehmaan hai zindagi kya hai goya shamshan hai thokaron ke hum dulaare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye dil ko le kar tum kinare ho gaye iss tarah hum besahaare ho gaye
dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao hoye hoye hoye dil ko na mere tadpao yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani chaand se mat takrao dharti pe wapas aao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho dil jo kisi ka churao dard ko bhi apnao abb to humare ho jao haye haye haye dil ko na mere tadpao pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mudke nahin aayenge pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mud ke nahin aayenge phir wo jhalak dikhlaao aankhon se dil mein samaao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ki Kitaab Kori Hai Yaar Mera (1972) 03:39 16484
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rakhi
Duration : 03:39   Song Number : 16484   

Dil Ki Kitaab Padh Lo (School Mein Kya Padhoge Ho) Dildaar (1977) 05:26 19196
 
Poster of Dildaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:26   Song Number : 19196   

Dil ki Lagi Ne Humko Paras (1949) 03:27 13913
 
Poster of Paras (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rahman
Duration : 03:27   Song Number : 13913   

Dil Ki Manzil Kuchh Tere Ghar Ke Samne (1963) 05:07 14340
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:07   Song Number : 14340   

Dil Ki Mehfil Saji Saaz Aur Awaz (1966) 03:10 14099
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:10   Song Number : 14099   

Dil Ki Nazar Se Anari (1959) 04:49 20366
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 20366   

Dil Ki Preshaaniyaan Hum Log (1951) 03:26 13359
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:26   Song Number : 13359   

Dil Ki Tamanna Thi Masti Mein Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 03:02 15599
 
Poster of Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:02   Song Number : 15599   

Dil Ki Umangen Hai Munimji (1955) 05:52 37905
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nalini Jayvant
Duration : 05:52   Song Number : 37905   

Dil Ki Ye Aarzoo Thi Nikaah (1982) 05:39 20367
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salma Agha
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 05:39   Song Number : 20367   

Dil Ko Aaya Sukoon Rangrezz (2013) 04:39 17222
 
Poster of Rangrezz (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Jackky Bhagnani, Priya Anand
Duration : 04:39   Song Number : 17222   

Dil Ko Ghum E Hayaat Gawaara Hai In Dinon Chitra Singh 03:45 37937
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 03:45   Song Number : 37937   

Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun Jagmohan Sursagar 03:40 37160
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Kamal Das Gupta
Singer- 
Jagmohan
Duration : 03:40   Song Number : 37160   

Dil Ko Har Waqt Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 08:10 32016
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 08:10   Song Number : 32016   

Dil Ko Hazaar Baar Murder (2004) 05:36 20368
 
Poster of Murder (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mallika Sherawat
Duration : 05:36   Song Number : 20368   

Dil Ko Kya Ho Gaya Khuda Jaane Jagjit Singh 03:19 40794
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:19   Song Number : 40794   

Dil Ko Laakh Sambhala Ji Guest House (1959) 03:24 16246
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:24   Song Number : 16246   

Dil Ko Laga Ke Humne Anokhi Ada (1948) 04:03 38969
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Uma Devi
On Screen Actors- 
Naseem Bano
Duration : 04:03   Song Number : 38969   

Dil Ko Le Kar Tum Kinare Ho Hemanta Mukherjee 03:19 16539
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Durga Sen
Duration : 03:19   Song Number : 16539   

Dil Ko Na Mere Tadpao Budtameez (1966) 05:04 12945
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 12945